milti hai mein mohabbat kabhi kabhi
hoti hai dilabron ki inaayat kabhi kabhi
sharma ke munh na pher ke sawaal par
laati hai aise mod pe quismat kabhi kabhi
khulte nahi hain roz dareeche bahaar ke
aati hai jaan-e-man ye quayaamat kabhi kabhi
tanha na kat sakenge jawaani ke raaste
pesh aaegi kisi ki zaroorat kabhi kabhi
phir kho na jaaein ham kahin duniyaa ki bheed mein
milti hai paas aane ki mohlat kabhi kabhi
Responses
No comments yet. Be the first to respond.