main ka saath nibhaata chala gaya
har fikr ko dhuein mein udaata chala gaya
barbaadiyon ka sog manaana fuzool tha
barbaadiyon ka jashn manaata chala gaya
jo mil gaya usi ko muqaddar samajh liya
jo kho gaya main us ko bhulaata chala gaya
aur khushi mein farque na mahsoos ho jahan
main dil ko us maquam pe laata chala gaya
Responses
No comments yet. Be the first to respond.