gulshan gulshan
daaman daaman dhool
marne par taazeer
jeene par mahsool
har jazba masloob
har khwaahish maqtool
pareshan-haal
naaz-e-husn malool
naara-e-haque maatoob
makr-o-riya maqbool
sanwara nahi jahan
aae kai rasool
Responses
No comments yet. Be the first to respond.