ab koi gulshan na ujde ab watan hai
rooh ganga ki himaala ka badan aazaad hai
khetiyan sona ugaaein waadiyan moti lutaaein
aaj gautam ki zamin tulsi ka ban aazaad hai
mandiron mein sankh baaje masjidon mein ho azan
ka dharm aur deen-e-barahman aazaad hai
loot kaisi bhi ho ab is desh mein rahne na paae
aaj sab ke waaste dharti ka dhan aazaad hai
Responses
No comments yet. Be the first to respond.