cha kaafraana quamaar hayaat mi baazi
ki ba zamaana basaazi bakhud nami saazi
digar bamdarsa haaye haram nami beenam
janeed w nigaah ghazaali w raazi
bahkam mafti azam ki fitrat azleesat
badeen sawa haraam asat kaar shahbaazi
haman faqueeh azal guft jara shaahin ra
baasman garwi ba zamin na parwaazi
manam ki tauba na kardam z faash goi ha
z beem ain ki basaltan kannad ghamaazi
badsat ma na samraqunad w ne bakhaara aeesat
bago z faqueeran b tark sheeraazi
Responses
No comments yet. Be the first to respond.
jo mein sar b sajda hua kabhi toh zamin se aane lagi sada
tira dil toh hai sanam aashna tujhe kya mile ga namaaz mein
kabhi jo aawaara-e junoon the wo bastiyon mein phir aa basin ge
barahna paai wahi rahe gi magar naya khaar zaar hoga
suna diya gosh muntazir ko hijaaz ki khaamushi ne aakhir
jo ahad sahraayeewan se baandha gaya tha phir ustuwaar hoga
dayaar maghrib ke rahne waalo khuda ki basti dukan nahi hai
khara jise tum samajh rahe ho wo ab zar kam ayyaar hoga
kaha jo qumri se mein ne ik din yahan ke aazaad pa b gul hain
toh ghunche kahne lage hamare chaman ka ye raazdaar hoga
na poochh iqubaal ka thikaana abhi wahi kaifiyat hai us ki
kahin sar rah guzaar baitha sitam kash intizaar hoga