na saleequa mujh mein kaleem ka na quareena tujh mein khaleel ka
mein halaak jaadoye saamri toh quateel sheewiya aazri
mein nawa sokhta dar guloo toh pareeda rang rameeda boo
mein hikaayat aarzoo toh hadees maatam dilabri
mira aish mira shahad sam miri bood ham nafas adam
tira dil haram garo ajam tira din khareeda kaafiri
dam zindagi ram zindagi gham zindagi sam zindagi
gham ram na kar sam gham na kha ki yahi hai shaan qualnadri
tiri khaak mein hai agar sharar toh khayaal faqr w ghana na kar
ki jahan mein naan shaeer par hai madaar quwwat heedri
!koyi aisi tarz tawaaf toh mujhe ai charaagh haram bata
ki tire patang ko phir ata ho wahi sarshat samnadri
galah jafaaye wafa numa ki haram ko ahal haram se hai
kisi but kade mein bayan karoon toh kahe sanam bhi hari hari
na sateeza gaah jahan nai na hareef panja fagan nae
wahi fitrat asad alalhi wahi marahbi wahi anatri
karam ai shah arab w ajam ki khade hain muntazir karam
wo gada ki toh ne ata kya hai janin dimaagh sikandari
Responses
No comments yet. Be the first to respond.
jo mein sar b sajda hua kabhi toh zamin se aane lagi sada
tira dil toh hai sanam aashna tujhe kya mile ga namaaz mein
kabhi jo aawaara-e junoon the wo bastiyon mein phir aa basin ge
barahna paai wahi rahe gi magar naya khaar zaar hoga
suna diya gosh muntazir ko hijaaz ki khaamushi ne aakhir
jo ahad sahraayeewan se baandha gaya tha phir ustuwaar hoga
dayaar maghrib ke rahne waalo khuda ki basti dukan nahi hai
khara jise tum samajh rahe ho wo ab zar kam ayyaar hoga
kaha jo qumri se mein ne ik din yahan ke aazaad pa b gul hain
toh ghunche kahne lage hamare chaman ka ye raazdaar hoga
na poochh iqubaal ka thikaana abhi wahi kaifiyat hai us ki
kahin sar rah guzaar baitha sitam kash intizaar hoga