taaleem peer falasfah magharbi hai ye
naadan hain jin ko hasti ghaayab ki hai talaash
paikar agar se na ho aashna toh kya
hai shaikh bhi misaal barahman sanam taraash
mahsoos par bana hai alom jadeed ki
us door mein hai sheesha aquayad ka paash paash
mazhab hai jis ka naam wo hai ik khaam
hai jis se aadmi ke takheel ko antaaash
kahta magar hai falasfah zindagi kuchh aur
mujh par kya ye murshid kaamil ne raaz faash
ba har kamaal anad ke aashuftagi khush asat
har chand aql kal shuda ai be junoon mabaash
Responses
No comments yet. Be the first to respond.
jo mein sar b sajda hua kabhi toh zamin se aane lagi sada
tira dil toh hai sanam aashna tujhe kya mile ga namaaz mein
kabhi jo aawaara-e junoon the wo bastiyon mein phir aa basin ge
barahna paai wahi rahe gi magar naya khaar zaar hoga
suna diya gosh muntazir ko hijaaz ki khaamushi ne aakhir
jo ahad sahraayeewan se baandha gaya tha phir ustuwaar hoga
dayaar maghrib ke rahne waalo khuda ki basti dukan nahi hai
khara jise tum samajh rahe ho wo ab zar kam ayyaar hoga
kaha jo qumri se mein ne ik din yahan ke aazaad pa b gul hain
toh ghunche kahne lage hamare chaman ka ye raazdaar hoga
na poochh iqubaal ka thikaana abhi wahi kaifiyat hai us ki
kahin sar rah guzaar baitha sitam kash intizaar hoga