ik murgh sara ne ye kaha murgh hua se
!pardaar agar toh hai toh kya mein nahi pardaar
gar toh hai hua geer toh hoon mein bhi hua geer
aazaad agar toh hai nahi mein bhi giraftaar
parwaaz khasoseet har saahab par hai
kyoon rahte hain murghaan hua maail pindaar
majrooh hameet jo hui murgh hua ki
yoon kahne laga sun ke ye guftaar aazaar
kuchh shak nahi parwaaz mein aazaad hai toh bhi
had hai tiri parwaaz ki lekin sar deewar
waaquif nahi toh himmat murghaan hua se
toh nasheman anin gardoon se sarokaar
toh murgh saraai khorash az khaak bajoyi
ma dar sadad daana b anjum zada manquar
Responses
No comments yet. Be the first to respond.
jo mein sar b sajda hua kabhi toh zamin se aane lagi sada
tira dil toh hai sanam aashna tujhe kya mile ga namaaz mein
kabhi jo aawaara-e junoon the wo bastiyon mein phir aa basin ge
barahna paai wahi rahe gi magar naya khaar zaar hoga
suna diya gosh muntazir ko hijaaz ki khaamushi ne aakhir
jo ahad sahraayeewan se baandha gaya tha phir ustuwaar hoga
dayaar maghrib ke rahne waalo khuda ki basti dukan nahi hai
khara jise tum samajh rahe ho wo ab zar kam ayyaar hoga
kaha jo qumri se mein ne ik din yahan ke aazaad pa b gul hain
toh ghunche kahne lage hamare chaman ka ye raazdaar hoga
na poochh iqubaal ka thikaana abhi wahi kaifiyat hai us ki
kahin sar rah guzaar baitha sitam kash intizaar hoga