naqsh faryaadi hai kis ki shokhi-e-tahreer ka
kaaghazi hai pairahan har paikar-e-tasveer ka
kaav-kaav-e-sakht-jaani haaye na poochh
subh karna shaam ka laana hai joo-e-sheer ka
jazba-e-be-ikhtiyaar-e-shauq dekha chaahiye
seena-e-shamsheer se baahar hai dam shamsheer ka
aagahi daam-e-shuneedan jis qadar chaahe bichhaaye
muddaa anqa hai apne aalam-e-taqreer ka
Responses
No comments yet. Be the first to respond.
kashaakash ha hasti se kare kya sai aazaadi
hui zanjeer mauj aab ko fursat rawaani ki
nashsha ha shaadaab rang w saaz ha mast tarab
sheesha-e mai sarw sabz joybaar naghma hai
wafa dalabran hai ittifaaqui warna ai hamdam
asar fariyaad dil ha hazin ka kis ne dekha hai
b sakhti ha quaid zindagi maaloom aazaadi
sharar bhi said daam rishta-e rag ha khaara hai
tasawwur bahar taskeen tapeedan ha tifl dil
b baagh rang ha rafta gul chain tamaasha hai
baja hai gar na sune naala haaye bulbul zaar
ki gosh gul nam shabnam se panba aagin hai