kaargaah hasti mein laala daagh saaman hai
barque khirman raahat khoon garm dahquan hai
ghuncha ta shaguftan ha barg aafiyat maaloom
baawjood jamai khawaab gul pareshan hai
ham se ranj betaabi kis tarah uthaaya jaae
daagh pusht dast ijz shola khas b dandan hai
ke taghaaful se harza gard hai aalam
roo shash jihat aafaaque pusht chashm zindan hai
hairat tapeedan ha khoon baha deedan ha
rang gul ke parde mein aaeena par afshan hai
wahshat anjuman hai gul dekh laale ka aalam
misl dood majmar ke daagh baal afshan hai
ai karam na ho ghaafil warna hai asad beedal
be ghar sadaf goya pusht chashm neesan hai
Responses
No comments yet. Be the first to respond.
kashaakash ha hasti se kare kya sai aazaadi
hui zanjeer mauj aab ko fursat rawaani ki
nashsha ha shaadaab rang w saaz ha mast tarab
sheesha-e mai sarw sabz joybaar naghma hai
wafa dalabran hai ittifaaqui warna ai hamdam
asar fariyaad dil ha hazin ka kis ne dekha hai
b sakhti ha quaid zindagi maaloom aazaadi
sharar bhi said daam rishta-e rag ha khaara hai
tasawwur bahar taskeen tapeedan ha tifl dil
b baagh rang ha rafta gul chain tamaasha hai
baja hai gar na sune naala haaye bulbul zaar
ki gosh gul nam shabnam se panba aagin hai