rukh-e-nigaar se hai soz-e-jaawedaani-e-shamaa
hui hai aatish-e- aab-e-zi़ndagaani-e-shamaa
-e-ahal-e-zaban mein hai marg-e-khaamoshi
ye baat bazm mein raushan hui zabaani-e-shamaa
kare hai sarf b-ima-e-shola quissa tamaam
b-tarz-e-ahal-e-fanaa hai fasaana-khwaani-e-shamaa
gham us ko hasrat-e-parwaana ka hai ai shole
tire larazne se zaahir hai naa-tawaani-e-shamaa
tire khayaal se rooh ehtizaaz karti hai
b-jalwa-rezi-e-baad-o-b-par-fishaani-e-shamaa
nashaat-e-daagh-e-gham-e-ishq ki bahaar na poochh
shaguftagi hai shaheed-e-gul-e-khizaani-e-shamaa
jale hai dekh ke baaleen-e-yaar par mujh ko
na kyoon ho dil pe mire daagh-e-bad-gumaani-e-shamaa
Responses
No comments yet. Be the first to respond.
kashaakash ha hasti se kare kya sai aazaadi
hui zanjeer mauj aab ko fursat rawaani ki
nashsha ha shaadaab rang w saaz ha mast tarab
sheesha-e mai sarw sabz joybaar naghma hai
wafa dalabran hai ittifaaqui warna ai hamdam
asar fariyaad dil ha hazin ka kis ne dekha hai
b sakhti ha quaid zindagi maaloom aazaadi
sharar bhi said daam rishta-e rag ha khaara hai
tasawwur bahar taskeen tapeedan ha tifl dil
b baagh rang ha rafta gul chain tamaasha hai
baja hai gar na sune naala haaye bulbul zaar
ki gosh gul nam shabnam se panba aagin hai