nahi ki mujh ko quayaamat ka etiquad nahi
-e-firaaque se roz-e-jaza ziyaad nahi
koi kahe ki -e-mah mein kya buraai hai
bala se aaj agar din ko abr o baad nahi
jo aaoon saamne un ke toh marhaba na kahein
jo jaaoon wan se kahin ko toh khair-baad nahi
kabhi jo yaad bhi aata hoon main toh kahte hain
ki aaj bazm mein kuchh fitna-o-fasaad nahi
alaawa id ke milti hai aur din bhi sharaab
gada-e-kooch-e-mai-khana naa-muraad nahi
jahan mein ho gham-e-shaadi baham hamein kya kaam
diya hai ham ko khuda ne wo dil ki shaad nahi
tum un ke waade ka zikr un se kyoon karo ghaalib
ye kya ki tum kaho aur wo kahein ki yaad nahi
Responses
No comments yet. Be the first to respond.
kashaakash ha hasti se kare kya sai aazaadi
hui zanjeer mauj aab ko fursat rawaani ki
nashsha ha shaadaab rang w saaz ha mast tarab
sheesha-e mai sarw sabz joybaar naghma hai
wafa dalabran hai ittifaaqui warna ai hamdam
asar fariyaad dil ha hazin ka kis ne dekha hai
b sakhti ha quaid zindagi maaloom aazaadi
sharar bhi said daam rishta-e rag ha khaara hai
tasawwur bahar taskeen tapeedan ha tifl dil
b baagh rang ha rafta gul chain tamaasha hai
baja hai gar na sune naala haaye bulbul zaar
ki gosh gul nam shabnam se panba aagin hai