hai sabza-zaar har dar-o-deewar-e--kada
jis ki ye ho phir us ki khizan na poochh
naachaar beksi ki bhi hasrat uthaaiye
dushwaari-e-rah-o-sitam-e-ham-rahan na poochh
juz dil suraagh-e-dard b-dil-khuftagan na poochh
aaeena arz kar khat-o-khaal-e-bayan na poochh
hindostaan saaya-e-gul pa-e-takht tha
jaah-o-jalaal-e-ahad-e-wisaal-e-butan na poochh
ghaflat-mata-e-kaffa-e-meezaan-e-adl hoon
yaa rab hisaab-e-sakhti-e-khawaab-e-giran na poochh
har daagh-e-taaza yak-dil-e-daagh intizaar hai
arz-e-faza-e-seena-e-dard imtihan na poochh
kahta tha kal wo mahram-e-raaz apne se ki aah
dard-e-judaai-e-asad-ullaah-khan na poochh
parwaaz-e-yak-tap-e-gham-e-taskheer-e-naala hai
garmi-e-nabz-e-khaar-o-khas-e-aashiyan na poochh
tu mashque-e-baaz kar dil-e-parwaana hai bahaar
betaabi-e-tajalli-e-aatish-b-jan na poochh
Responses
No comments yet. Be the first to respond.
kashaakash ha hasti se kare kya sai aazaadi
hui zanjeer mauj aab ko fursat rawaani ki
nashsha ha shaadaab rang w saaz ha mast tarab
sheesha-e mai sarw sabz joybaar naghma hai
wafa dalabran hai ittifaaqui warna ai hamdam
asar fariyaad dil ha hazin ka kis ne dekha hai
b sakhti ha quaid zindagi maaloom aazaadi
sharar bhi said daam rishta-e rag ha khaara hai
tasawwur bahar taskeen tapeedan ha tifl dil
b baagh rang ha rafta gul chain tamaasha hai
baja hai gar na sune naala haaye bulbul zaar
ki gosh gul nam shabnam se panba aagin hai