Ab to ghabra ke ye kahte hain ki mar jaayenge
Mar ke bhi chain na paaya to kidhar jaayenge
Husn-e-yusuf pe ye jo fida hoti hai
Aaina dekhe to kya ghar se nikal jaayenge
Dil-e-nadaan tujhe hua kya hai
Aakhir is ki dawa kya hai
Hum ne maana ke taghaaful na karoge lekin
Khaak ho jaayenge hum tum ko khabar hone tak
Zauq jo madrase ke bigde hue hain mulla
Un ko maikhaane mein le aao sanwar jaayenge
ab to ghabra ke ye kehte hain ke mar jaayenge
mar ke bhi chain na paaya to kidhar jaayenge
laai hayaat aaye qaza le chali chale
apni khushi na aaye na apni khushi chale
rahta sukhan se naam qayaamat talak hai zauq
aulaad se to hai yahi do din char din
kya kya fareb dil ko diye iztiraab mein
shaayad ye jaanta tha ke tu aane waala hai
duniya ne kis ka raah-e-fanaa mein diya hai saath
tum bhi chale chalo yunhi jab tak chali chale
ae zauq takalluf mein hai takleef saraasar
aaraam mein hai khidmat-e-aaqaa na karo tum